hum log

namaskar,
mein is blog ko parne vale sabhi logo ko parnaam karta hoon aur mein apni ek soch yha par rakhna chahta hoon. humare desh mein bahut se log bahut imaandaari se desh ki sanskriti aur hamare dharam ke liye kaam karte hai jisker liye mein unko bhadhai deta hoon lekin mujhe yeh samajh nhi aata humari naak ke neeche humaari sanskriti aur humare dharam ka shareaam majaak banaate hai aur hum dhekhte hai aur aage bar jaate hai. mein yha par dhyaan mein laana chahta hoon ki kai comedy prograams aur alag alag parkar ke tv serial mein yha par humare araadhya bhagwaan ka majaak banaya jaata hai aur hum sabhi bari bari baatein karkar aage bar jaata hoon yahaan par mein kisi ki bhavnao ko thes nhi pahunchana chahta magar kisi ko to aage barkar isko rokna hoga mein humaare aadarniye sangh parivaar ke sashakt karykartao se nivedan karta hoon ke vo veh is gambhir bimaari ki taraf dhaan de aur apni karya shamta ke anusaar ise roke aur jyaada se jyaada logo ke dhyaan mein lae
dhanyavad
JAI SHREE RAM
JAI BHARAT
sumit sharma

deepak123's picture

jai hind , jai bharat

jai hind , jai bharat

http://www.deepaknegi.com