Namasteji
Namashteji.... Maf karna agar mere se koi galti orkut group main ho gayee ho to...sach bolu to kal se muje krodh hai aapni vartaaman sarkaar par.... kya kar rahe hai mahangai, petrol (Oil and gas),,, Kishano ko pareshani...kashmir main aag lagi hui phir bhi sarkaar bolti hai vahn shikh or hindu ko darna nahi hai kuch nahi hoga....hindu ka har jagah aapmmaan... ye sarkar niti ke news tv main dekhte dekhte pareshan ho gayya tha bhrastacharr ka to price list dikhaya gya delhi ka khel kyaa naam hai ushkaa commonwealth game...lutne ka baazaar.. bhai ye sab bbaato se main krodhit thaa
- Forums:








PB Nandain
PB Nandain Sahib,
Namasthe,
Aap jo kutch kaha durusth hai. Iss me koi shak naheen. Iss Paakhandi sarkarke paas koyee aisaa sadhan nahee hai, jis se woh brashtachar yaa,mahangayee aur aatankwaad ko khatamkare. Ye to luteronkaraaj hai.din raat mulk har ek kona takleef mey hai. Koyee neethi nahee aur koyee mudda nahee.Aggar mudda hai tho woh pais bananeka hai. Lootne kaa hai. Bewakoof bananeka hai. Yeh sab hamaari durgathi hai. Sab kuch golmal hai. Shaid ham sab ko milkar gaana padega:
Andheki laathi toohee hai... Toohee jeevan ujiyara hai..
Too hi aaakar sambhaaal prabhu teraa hi Ek sahaara hai..
Dukh dard ki gathadi sar par hai
Pal palgirne kaa dar hai.. ( By KL Saigal )
Dr k Prabhakar Rao